RSS
Showing posts with label Kumar Sanu. Show all posts
Showing posts with label Kumar Sanu. Show all posts

Ek Ladki Ko-1942 A Love Story









Song : Ek Ladki Ko Dekha
Film : 1942 A Love Story (1994)
Cast : Anil Kapoor, Manisha Koirala
Lyrics : Javed Akhtar
Music : R.D.Burman
Singer : Kumar Sanu

Audio

Video

Karaoke

Lyrics

Ho ek ladki ko dekha to aisa laga
Ek ladki ko dekha to aisa laga
Jaise khilta gulaab
Jaise shaayar ka khwaab
Jaise ujli kiran
Jaise van mein hiran
Jaise chaandni raat
Jaise naghme ki baat
Jaise mandir mein ho ek jalta diya
Ho ek ladki ko dekha to aisa laga

Ho ek ladki ko dekha to aisa laga
Ek ladki ko dekha to aisa laga
Jaise subahon ka roop
Jaise sardi ki dhoop
Jaise veena ki taan
Jaise rangon ki jaan
Jaise balkhaaye bel
Jaise lehron ka khel
Jaise khushboo liye aaye thandi hava
Ho ek ladki ko dekha to aisa laga

Ho ek ladki ko dekha to aisa laga
Ek ladki ko dekha to aisa laga
Jaise naachta mor
Jaise resham ki dor
Jaise pariyon ka raag
Jaise sangdal ki aag
Jaise sola sighaar
Jaise rasti fuhaar
Jaise aahista aahista badhta nasha
Ho ek ladki ko dekha to aisa laga .


  • Digg
  • Del.icio.us
  • StumbleUpon
  • Reddit
  • RSS

Nazar Ke Samne-Aashiqui












Song : Nazar Ke Samne
Film : Aashiqui (1990)
Cast : Rahul Roy, Anu Agarwal
Lyrics : Sameer
Music : Nadeem-Shravan
Singer : Kumar Sanu, Anuradha Paudwal

Audio

Video

Karaoke

Lyrics

Nazar Ke Saamne Jigar Ke Paas
Nazar Ke Saamne Jigar Ke Paas
Koi Rehta Hai Vo Ho Tum

Nazar Ke Saamne Jigar Ke Paas
Nazar Ke Saamne Jigar Ke Paas
Koi Rehta Hai Vo Ho Tum

Nazar Ke Saamne Jigar Ke Paas

Betaabi Kya Hoti Hai Poochho Mere Dil Se
Betaabi Kya Hoti Hai Poochho Mere Dil Se
Tanha Tanha Lauta Hoon Main To Bhari Mehfil Se
Mar Na Jaoon Kahin
Mar Na Jaoon Kahin Hoke tumse Juda

Nazar Ke Saamne Jigar Ke Paas
Nazar Ke Saamne Jigar Ke Paas
Koi Rehta Hai Vo Ho Tum

Nazar Ke Saamne Jigar Ke Paas

Tanhai Jeene Na De Bechaini Tadpaaye
Tanhai Jeene Na De Bechaini Tadpaaye
Tumko Main Na Dekhoon To Dil Mera Ghabraye
Ab Mujhe Chhodke
Ab Mujhe Chhodke Door Jaana Nahin

Nazar Ke Saamne Jigar Ke Paas
Nazar Ke Saamne Jigar Ke Paas
Koi Rehta Hai Vo Ho Tum

Nazar Ke Saamne Jigar Ke Paas
Nazar Ke Saamne Jigar Ke Paas

Koi Rehta Hai Vo Ho Tum

  • Digg
  • Del.icio.us
  • StumbleUpon
  • Reddit
  • RSS

Is Pyaar Se-Chamatkar











Song : Is Pyaar Se
Film : Chamatkar (1992)
Cast : Shahrukh Khan, Urmila Matondkar
Lyrics : Anand Bakshi
Music : Anu Malik
Singer : Kumar Sanu, Alka Yagnik

Audio

Video

Karaoke

Lyrics

Is Pyaar se meri taraf na dekho, pyaar hojayega -2
yeh pyaar ho gaya tho teer dil ke paar ho jayega
Pyaar hojayega -4

Do char aise mulakaatein hongi
Saare zamane mei baatein hongi 4
Baatein hongi
Ke naam badnaam tera mera yaar hojayega
Pyaar hojayega -2

Is Pyaar se meri taraf na dekho, pyaar hojayega 2
Yeh pyaar ho gaya tho teer dil ke paar ho jayega
Pyaar hojayega 4

Haathon se apna dil taam lena
Aankhon se aankhen milne na dena 2
Milne na dena
Ki aankhon hi aankhon mei koi vaar hojayega
ho Pyaar hojayega
Pyaar hojayega 2

Is Pyaar se meri taraf na dekho
Pyaar hojayega
Yeh pyaar ho gaya tho
Teer dil ke paar ho jayega

  • Digg
  • Del.icio.us
  • StumbleUpon
  • Reddit
  • RSS

Tumhe Apna Banane-Sadak












Song : Tumhe Apna Banane Ki Kasam
Film : Sadak (1991)
Cast : Sanjay Dutt, Pooja Bhatt
Lyrics : Sameer
Music : Nadeem Shravan
Singer : Kumar Sanu, Anuradha Paudwal

Audio

Video

Karaoke

Lyrics

[Tumhe Apna Banaane Ki Kasam
Khaayi Hai, Khaayi Hai] - 2
Teri Aankhon Mein Chaahat Hi Nazar
Aayi Hai, Aayi Hai

Tumhe Apna Banaane Ki Kasam
Khaayi Hai, Khaayi Hai
Mohabbat Kya Hai Main Sab Ko Bata Doongi - 2
Zamaane Ko Tere Aage Jhuka Doongi
[Teri Ulfat Meri Jaana Voh Rang
Laayi Hai, Laayi Hai] - 2

Tumhe Apna Banaane Ki Kasam
Khaayi Hai, Khaayi Hai
Tere Honton Se Main Shabnam Churaaoonga - 2
Tere Aanchal Tale Jeevan Bitaaoonga
[Meri Nas Nas Mein Tu Banke Lahoon
Samaayi Hai, Samaayi Hai] - 2


Tumhe Apna Banaane Ki Kasam
Khaayi Hai, Khaayi Hai
Teri Aankhon Mein Chaahat Hi Nazar
Aayi Hai, Aayi Hai

Tumhe Apna Banaane Ki Kasam
Khaayi Hai, Khaayi Hai

  • Digg
  • Del.icio.us
  • StumbleUpon
  • Reddit
  • RSS

Dil Hai Ke-Dil Hai Ke Manta Nahin












Song : Dil Hai KeManta Nahin
Film : Dil Hai Ke Manta Nahin (1991)
Cast : Aamir Khan, Pooja Bhatt, Anupam Kher
Lyrics : Faiz Anwar
Music : Nadeem-Shravan
Singer : Kumar Sanu, Anuradha Paudwal

Audio

Video

Karaoke

Lyrics

Dil Hai Ke Manta Nahi
Mushkil Badi Hai, Rasme Mohabaat Ye Jaanata Hi Nahi
Dil Hai Ke Manta Nahi
Ye Bekarari Kiyu Ho Rahi Hai Ye Janata Hi Nahi
Dil Hai Ke Manta Nahi

Dil To Ye Chahe, Har Pal Tumhe Hum , Bus Yuhi Dekha Kare
Mar Ke Bhi Hum Na Tumse Judaa Ho, Aao Kuch Aisa Kare
Mujhme Sama Ja, Aa Paas Aa Ja, Hum Dummere Hum Nashi
Dil Hai Ke Manta Nahi

Teri Waafayein, Teri Mohabaat, Sab Kuch Hai Mere Liye
Tune Diya Hai Nazarana Dil Ko, Hum To Hai Tere Liye
Ye Baat Saach Hai, Sab Janate Hai, Tumko Bhi Hai Ye Yakin
Dil Hai Ke Manta Nahi

HUm To Mohabaat, Karte Hai Tumse, Hum Ko Hai Bus Ithni Khabar
Tanha Hamara, Mushkil Tha Jeena, Tum Jo Na Milthe Agar
Betaab Saanse, Bechain Aankhe, Kehne Lagi Bus Yahi
Dil Hai Ke Manta Nahi

  • Digg
  • Del.icio.us
  • StumbleUpon
  • Reddit
  • RSS

Mera Dil Bhi-Saajan











Song : Mera Dil Bhi
Film : Saajan (1991)
Cast : Sanjay Dutt, Salman Khan, Madhuri Dixit
Lyrics : Sameer
Music : Nadeem-Shravan
Singer : Kumar Sanu, Alka Yagnik

Audio

Video

Karaoke

Lyrics

-Male-
(Meraa Dil Bhii Kitanaa Paagal Hai
Ye Pyaar Jo Tum Se Karataa Hai ) \- 2

Par Saamane Jab Tum Aate Ho, \- 2
Kuchh Bhii Kahane Se Darataa Hai
O Mere Saajan, O Mere Saajan, Saajan Saajan, Mere Saajan...

(Meraa Dil Bhii Kitanaa Paagal Hai
Ye Pyaar Jo Tum Se Karataa Hai ) \- 2

Kitnaa Isako Samajhaataa Huu.N, Kitanaa Isako Bahalaataa Huu.N \-2
Naadaa.N Hai Kuchh Na Samajhataa Hai, Din Raat Ye Aahe.N Bharataa Hai ...

-Female-
(Meraa Dil Bhii Kitanaa Paagal Hai
Ye Pyaar Jo Tum Se Karataa Hai ) \- 2

Par Saamane Jab Tum Aate Ho, \- 2
Kuchh Bhii Kahane Se Darataa Hai
Ae Mere Saajan, O Mere Saajan, Saajan Saajan, Mere Saajan...

(Meraa Dil Bhii Kitanaa Paagal Hai
Ye Pyaar Jo Tum Se Karataa Hai ) \- 2


Har Pal Mujhako Ta.Dapaataa Hai, Mujhe Saarii Raat Jagaataa Hai \-2
Is Baat Ki Tumko Khabar Nahii.N, Ye Sirf Tumhii Pe Marataa Hai

-Male-
(Meraa Dil Bhii Kitanaa Paagal Hai
Ye Pyaar Jo Tum Se Karataa Hai )

-Female-
Meraa Dil Bhii Kitanaa Paagal Hai
Ye Pyaar Jo Tum Se Karataa Hai

-Male-
Par Saamane Jab Tum Aate Ho,
-Female-
Par Saamane Jab Tum Aate Ho,

Male-
Kuchh Bhii Kahane Se Darataa Hai
O Mere Saajan, O Mere Saajan, Saajan Saajan, Mere Saajan...

  • Digg
  • Del.icio.us
  • StumbleUpon
  • Reddit
  • RSS

Tu Tu Tu Tara-Bol Radha Bol












Song : Tu Tu Tu Tara
Film : Bol Radha Bol (1992)
Cast : Rishi Kapoor, Juhi Chawla
Lyrics : Sameer
Music : Anand-Milind
Singer : Kumar Sanu, Poornima

Audio

Video

Lyrics


tu tu tu tu tu tara todo na dil hamara - 2
sachchi kahani tumko sunane
aaye hai hum toh tumko manane
kar do hamein maaf tum

tu tu tu tu tu tara phas gaya dil bechara - 2
jaan-e-tamanna vaada hai vaada
ab na kahenge hum tumko radha
kar do hamein maaf tum

tu tu tu tu tu tara todo na dil hamara
tu tu tu tu tu tara phas gaya dil bechara

aane do aane do hamein aane do na
bolo na bolo kyon ghabraate ho
jaane do jaane do ab jaane do na
chhodo ji chhodo kyon tadpaate ho
kori bindiya kawaren kangana
tumko sanam bulaate hain
haal yahaan kya hoga apana
soch ke hum ghabrate hain
kareeb aaon nazar milaaon
kar do hamein maaf tum
tu tu tu tu tu tara phas gaya dil bechara
tu tu tu tu tu tara todo na dil hamara

chhedo na chhedo na hamein chhedo na uff
aaise kyon aaise zidd karte ho
rutho na rutho na ab rutho na yun
baabuji aa jaaon kyon darte ho
mushkil hai kare toh kya kare
kaise jaan bachaye hum
maane na maane hamara kehna
kaise isse samjhaye hum
jaaon baba jaaon na yun sataaon
kar do hamein maaf tum
tu tu tu tu tu tara todo na dil hamara
tu tu tu tu tu tara phas gaya dil bechara
jaan-e-tamanna vaada hai vaada
ab na kahenge hum tumko radha
kar do hamein maaf tum
tu tu tu tu tu tara todo na dil hamara
tu tu tu tu tu tara phas gaya dil bechara

  • Digg
  • Del.icio.us
  • StumbleUpon
  • Reddit
  • RSS

Tujhe Dekha-Dilwale Dulhaniya Le Jayenge










Song : Tujhe Dekha To Ye Jana Sanam
Film : Dilwale Dulhaniya Le Jayenge
Cast : Sharukh Khan,Kajol
Lyrics : Anand Bakshi
Music : Jatin-Lalit
Singer : Kumar Sanu,Latha Mangeshkar

Audio




Video




Karoke




Lyrics

tujhe dekha toh yeh jana sanam
pyar hota hai divana sanam
tujhe dekha toh yeh jana sanam

((tujhe dekha toh yeh jana sanam
pyar hota hai divana sanam) - (2)
abb yaha se kaha jaye ham
teree baho me mar jaye ham) - (2)
tujhe dekha toh yeh jana sanam

la la la la la..........
la la la la la, la la la
aankhe meree sapne tere, dil mera yade teree
o mera hai kya (la la la), sab kuchh tera (la la la)
jan teree sanse teree
meree aankho me aansu tere aa gaye
muskurane lage sare gham
tujhe dekha toh yeh jana sanam
pyar hota hai divana sanam
abb yaha se kaha jaye ham
teree baho me mar jaye ham
tujhe dekha toh yeh jana sanam

yeh dil kahee lagta nahee, kya kahu mai kya karu
ha too samne baithee rahe, mai tujhe dekha karu
tune aawaj dee, dekh mai aa gayee
pyar se hai badee kya kasam
(tujhe dekha toh yeh jana sanam
pyar hota hai divana sanam) - (2)
abb yaha se kaha jaye ham
teree baho me mar jaye ham - (2)


  • Digg
  • Del.icio.us
  • StumbleUpon
  • Reddit
  • RSS