RSS

Tujhe Dekha-Dilwale Dulhaniya Le Jayenge










Song : Tujhe Dekha To Ye Jana Sanam
Film : Dilwale Dulhaniya Le Jayenge
Cast : Sharukh Khan,Kajol
Lyrics : Anand Bakshi
Music : Jatin-Lalit
Singer : Kumar Sanu,Latha Mangeshkar

Audio




Video




Karoke




Lyrics

tujhe dekha toh yeh jana sanam
pyar hota hai divana sanam
tujhe dekha toh yeh jana sanam

((tujhe dekha toh yeh jana sanam
pyar hota hai divana sanam) - (2)
abb yaha se kaha jaye ham
teree baho me mar jaye ham) - (2)
tujhe dekha toh yeh jana sanam

la la la la la..........
la la la la la, la la la
aankhe meree sapne tere, dil mera yade teree
o mera hai kya (la la la), sab kuchh tera (la la la)
jan teree sanse teree
meree aankho me aansu tere aa gaye
muskurane lage sare gham
tujhe dekha toh yeh jana sanam
pyar hota hai divana sanam
abb yaha se kaha jaye ham
teree baho me mar jaye ham
tujhe dekha toh yeh jana sanam

yeh dil kahee lagta nahee, kya kahu mai kya karu
ha too samne baithee rahe, mai tujhe dekha karu
tune aawaj dee, dekh mai aa gayee
pyar se hai badee kya kasam
(tujhe dekha toh yeh jana sanam
pyar hota hai divana sanam) - (2)
abb yaha se kaha jaye ham
teree baho me mar jaye ham - (2)


  • Digg
  • Del.icio.us
  • StumbleUpon
  • Reddit
  • RSS

0 comments:

Post a Comment