RSS

Sathiya Tune Kya-Love












Song : Saathiya Tune Kya Kiya
Film : Love (1991)
Cast : Salman Khan, Revathi
Lyrics : Majrooh Sultanpuri
Music : Anand-Milind
Singers : S.P.Balasubramaniam, K.S.Chitra

Audio

Video

Karaoke

Lyrics

Sathiya ye tune kya kiya    
beliya ye tune kya kiya..
Maine kiya tera intezar    
itna karo na muje pyar   (2)

Sathiya ye tune kya kaha    
beliya ye tune kya kaha   ..
U na kabhi karma intezar   
maine kiya hai tumse pyar   .(2)

Itni mohababt saha na sakunga..
Sach mani zinda raha na sakunga..
Tujko samloo ye mera zimma
Main hu to kya hai jane tamanna   
Ab jeena marana mera janam tere hath hai..
Maine kaha na sanam    ..ab tu mere sath hai..

To phir samhal..le me chala ..
Jana kaha ..aa dil me aa   

Dil ke chaman ka hasna to dekha   
Jagi nazar ka sapna to dekha..
Ese bane hum ek jaan ek dil tu hai ke main hu
Kahena ho mushkil..
Chota basanti hai tu ..tan hai gulabi mera..
Do rang milen ke baad hote nahi hai juda..

To phir samhal..le me chala ..
Jana kaha ..aa dil me aa   

La..lla..la   sathiya ye tune kya kiya    beliya ye tune kya kaha   

  • Digg
  • Del.icio.us
  • StumbleUpon
  • Reddit
  • RSS

0 comments:

Post a Comment